SEARCH RESULTS
Showing search results for "نمائش"
Ghazal MATCHES FOR "نمائش"
Ghazal
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa hai
chaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sham.a jis aag me.n jaltii hai numaa.ish ke liye
ham usii aag me.n gumnaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kaisii aadaab-e-numaa.ish ne lagaa.ii.n sharte.n
phuul honaa hii nahii.n phuul nazar aanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
haath me.n sone kaa kaasa le ke aa.e hai.n faqiir
is numaa.ish me.n tiraa dast-e-talab dekhegaa kaun
Meraj Faizabadi
Ghazal
kal numaa.ish me.n milaa vo chiith.De pahne hu.e
mai.n ne puuchhaa naam to bolaa ki hindustaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
numaa.ish hazaaro.n nigaaho.n ne dekhii
magar phuul pahle se ba.Dh kar akele
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ko.ii san.at nahii.n mujh me.n to phir kyuu.n
numaa.ish-gaah me.n laayaa gayaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aa.e ho numaa.ish me.n zaraa dhyaan bhii rakhnaa
har shai jo chamaktii hai chamakdaar nahii.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
Kumar Vishwas
Ghazal
tum aa.oge numaa.ish-e-saamaan dekh kar
kyo.n kaarobaar chho.D duu.n nuqsaan dekh kar
Himanshi Babra
Ghazal
log vaapas ho ga.e 'saajid' numaa.ish gaah se
aur mai.n khoyaa rahaa ik mahshar-e-ra.anaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
aap betaab-e-numaa.ish na kare.n jalvo.n ko
ham ne diidaar qayaamat pe uThaa rakkhaa hai