SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوازا"
Ghazal MATCHES FOR "نوازا"
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
jis ne bhii mujhe dekhaa hai patthar se navaazaa
vo kaun hai.n phuulo.n ke jinhe.n haar mile hai.n
Hakeem Nasir
Ghazal
'naasir' jo pattharo.n se navaazaa gayaa huu.n mai.n
marne ke baad phuulo.n kaa nazraana aa.egaa
Hakeem Nasir
Ghazal
zaKHm-e-ulfat se navaazaa tuu miraa mohsin hai
tuu mirii zaat pe ehsaan jataa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
pahle to navaazaa gayaa mai.n KHil.at-e-Gam se
phir shahriyat-e-mulk-e-vafaa dii ga.ii mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
is bulandii se mujhe tuu ne navaazaa kyuu.n thaa
gir ke mai.n TuuT gayaa kaa.nch ke bartan kii tarah
Murtaza Barlas
Ghazal
gulshan ko bahaaro.n ne is tarah navaazaa hai
har shaaKH ke kaa.ndhe par kaliyo.n kaa janaaza hai
Saghar Azmi
Ghazal
harf-e-dushnaam se yuu.n us ne navaazaa ham ko
ye malaamat hii mohabbat kaa sila ho jaise
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Ghazal
kab zindagii ne ham ko navaazaa nahii.n 'hafiiz'
kab ham pe baab-e-lutf-o-inaayaat na vaa hu.e
Hafeez Banarasi
Ghazal
Aleena Itrat
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
ik raastaa dikhaa ke navaazaa hai aur phir
us ne safar me.n raah ko rahbar banaa diyaa
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
daulat kaa zaraa saa bhii izzat se nahii.n rishta
allaah ne leader ko daulat se navaazaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
Mahendra Partap Chand
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
daad-o-tahsiin se duniyaa ne navaazaa mujh ko
sher ban kar jo mire dard zabaa.n tak pahu.nche
Mahwar Sirsivi
Ghazal
tumhe.n navaazaa hai sab mere maike vaalo.n ne
tumhaare ghar me.n ye sab taam-jhaam kis kaa thaa