SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوحہ"
Ghazal MATCHES FOR "نوحہ"
Ghazal
mujh pe hii KHatm hu.aa silsila-e-nauhagarii
is qadar gardish-e-ayyaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
jis sar ko Guruur aaj hai yaa.n taaj-varii kaa
kal us pe yahii.n shor hai phir nauhagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
nauhagaro.n me.n diida-e-tar bhii usii kaa thaa
mujh par ye zulm baar-e-digar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye ishq kyaa hai ki iz.haar-e-aarzuu ke liye
hariif nauhagaro.n ko talaash karte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nahii.n zaruur ki maqduur ho to saath rakhe.n
kabhii-kabhaar magar nauhagar zaruurii hai
Aftab Hussain
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
‘ajiib shor saa uThtaa hai mere siine me.n
mere 'alaava ko.ii aur nauhagar to nahii.n
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
shajar ke saath ko.ii barg-e-zard bhii na rahaa
havaa chalii to bahaaro.n ke nauhagar bhii ga.e
Abbas Rizvi
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
nauhagaro.n ko bhii hai galaa baiThne kii fikr
jaataa huu.n aap apnii ajal ko pukaarne
Hafeez Jalandhari
Ghazal
gul nauha-kunaa.n o sanam-e-dast-ba-siina
allaah Ganii! lamha-e-anjaam hamaaraa