SEARCH RESULTS
Showing search results for "نکات"
Ghazal MATCHES FOR "نکات"
Ghazal
sub.h-dam chho.D gayaa nik.hat-e-gul kii suurat
raat ko Guncha-e-dil me.n simaT aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
gar nahii.n nik.hat-e-gul ko tire kuuche kii havas
kyuu.n hai gard-e-rah-e-jaulaan-e-sabaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh se bichh.Dii jo mauj-e-nik.hat-e-yaar
phir mai.n us shahr me.n rahaa hii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
tuu ki ik mauja-e-nik.hat se bhii chau.nk uThtaa hai
hashr aataa hai to bedaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
har ik phuul kaa rang phiikaa saa rahtaa
nasiim-e-bahaaraa.n me.n nik.hat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
nik.hat-e-sub.h-e-chaman bhuul na jaanaa ki tujhe
the hamii.n nii.nd se har roz jagaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
nik.hat-e-zulf-e-pareshaa.n daastaan-e-shaam-e-Gam
sub.h hone tak isii andaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bulbul ke hosh nik.hat-e-gul kii tarah u.Daa
gulshan me.n mere saath zaraa itr mal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
buu-e-gesuu ne shaguufa ye nayaa chho.Daa hai
nik.hat-e-gul se ulajhtii hai tabii.at merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vahshat-e-shor-e-tamaashaa hai ki juu.n nik.hat-e-gul
namak-e-zaKHm-e-jigar baal-fishaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
ham na nik.hat hai.n na gul hai.n jo mahakte jaave.n
aag kii tarah jidhar jaave.n dahakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
yaad-e-havaa-e-yaar ne kyaa kyaa na gul khilaa.e
aa.ii chaman se nik.hat-e-gul jab sabaa ke saath