SEARCH RESULTS
Showing search results for "نکڑ"
Ghazal MATCHES FOR "نکڑ"
Ghazal
aatii thii jo roz galii ke suune nukka.D tak
aaj hu.aa kyaa vo parchhaa.ii.n saat nahii.n aa.ii
Shahryar
Ghazal
ek sahmaa hu.aa sunsaan galii kaa nukka.D
shahr kii bhii.D me.n aksar mujhe yaad aayaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
har galii nukka.D nagar ab ban chukaa maqtal yahaa.n
be-gunaaho.n kii lahuu tar chiiKHtii poshaak hai
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
jo ik kha.nDar hai hamaarii galii ke nukka.D par
vahaa.n se aatii hai ik KHaandaan kii KHushbuu
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Azm Shakri
Ghazal
umr ke aaKHirii nukka.D pe mulaaqaat kaa dukh
yuu.n milaa hai ki tire naaz uThaa bhii na sakuu.n
Saleem Fauz
Ghazal
saarii raat galii ke KHaalii nukka.D par
tez havaa.e.n lamp hilaatii rahtii hai.n
Nazeer Qaisar
Ghazal
hai shor-KHaana-e-duniyaa galii ke nukka.D par
mai.n kaan band hii rakhtaa huu.n aate-jaate hu.e
Shahzad Nayyar
Ghazal
Sabir
Ghazal
Nadim Nadeem
Ghazal
Sufyan Sufi
Ghazal
vo be-dha.Dak gharo.n me.n bhii aa.e.nge ek din
jo KHauf laam-band hai.n nukka.D ke aas-paas
Vijay kumar Swarnkar
Ghazal
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
rah-e-vafaa me.n hariif-e-KHiraam ko.ii to ho
so apne aap se aage nikal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa hai
chaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai