SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیک_بخت"
Ghazal MATCHES FOR "نیک_بخت"
Ghazal
tamaam raat rahaa mai-kada-nashii.n 'ja.afar'
gayaa hai uTh ke yahaa.n se vo nek-baKHt abhii
Jafar Baluch
Ghazal
kal vaa.izo.n ke haa.n bhii tiraa zikr-e-KHair thaa
ye nek-baKHt kyo.n tire mushtaaq ho ga.e
Syed Yunus Ejaz
Ghazal
aulaad-e-nek-baKHt kii 'aazam' se puuchhiye
jo apne ghar me.n aap hii begaana ho gayaa
Azam Jalalabadi
Ghazal
nek-o-bad jab tirii marzii pe hu.e hai.n mauquuf
baKHt kahte hai.n kise aur ye qismat kyaa hai
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tamaam raat nayaa but taraashte guzrii
hu.ii jo sub.h to us but ko TuuTtaa paayaa
Shahid Mahuli
Ghazal
uThaa.o sang ki ham me.n sanak bahut hai abhii
hamaare garm lahuu me.n namak bahut hai abhii
Ashfaque Anjum
Ghazal
aa.o sikhlaa.uu.n tumhe.n jiine kaa mai.n Dhang nayaa
baat ba.Dhtii ho agar baat ko mahduud rakho
Shoeb Shobi
Ghazal
jaan-o-dil me.n se nahii.n ek bhii ab nek-nasiib
dono.n kam-baKHt hu.e aa ke baham yaa qismat
Asifud Daula
Ghazal
ma.asuum ko phir maar diyaa kokh me.n maa.n kii
qisse jo sune ham ne vo Gamnaak bahut the
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
aa jaataa hai KHud maut ko rah rah ke pasiina
tevar merii hastii ke Gazabnaak bahut the
Tauqeer Zaidi
Ghazal
jis rang me.n chaahaa tujhe us rang me.n dekhaa
lamhe tirii furqat ke tarab-naak bahut hai.n
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
Jagan Nath Azad
Ghazal
mohtaram nek dil KHush KHisaal aadmii
ab nazar aate hai.n KHaal-KHaal aadmii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
jahaa.n me.n jo ka.ii gul-badan KHush-nayan hai
bahut jii ko pyaaraa hai aur man-haran hai
nayan sukh
Ghazal
nek-o-bad kii jise KHabar hii nahii.n
shar hai kam-baKHt vo bashar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ajiib 'ja.afar'-e-farKHanda-jaa.n kaa mashrab hai
ki ri.nd ho ke bhii KHush-baKHt nek-naam rahaa
Jafar Baluch
Ghazal
kashish-e-husn kii ye anjuman-aaraa.ii hai
saarii duniyaa tire kuuche me.n simaT aa.ii hai