SEARCH RESULTS
Showing search results for "ودیعت"
Ghazal MATCHES FOR "ودیعت"
Ghazal
ek ek qatre kaa mujhe denaa pa.Daa hisaab
KHuun-e-jigar vadii.at-e-mizhgaan-e-yaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-niim-Gamza adaa kar haq-e-vadii.at-e-naaz
niyaam-e-parda-e-zaKHm-e-jigar se KHanjar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii roz nayaa ruup dikhaatii mujh ko
aur mai.n ha.ns ke use KHvaab vadii.at kartaa
Mubashshir Saeed
Ghazal
hai kashiid-e-suKHan-e-KHaas vadii.at mujh ko
ghuumtaa phirtaa huu.n ye itr chhi.Daktaa hu.aa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
zarre zarre ko hai ik farz vadii.at haq se
na samajh to ko.ii qaisar nahii.n faGfuur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
mai.n jaantaa thaa mujhe raushnii vadii.at hai
mai.n jaantaa thaa mire haath me.n qalam hogaa
Sarfraz Arish
Ghazal
ye ishq kii fitrat me.n vadii.at hai azal se
ik naqsh-e-hasii.n ban ke ubhar jaa.e.nge ham bhii
Mustafa Rahi
Ghazal
Seemab Batalvi
Ghazal
tire husn kii vadii.at mirii jur.at-e-nazaara
tire ruu-ba-ruu jhukegii to nazar kii bhuul hogii
Ezaz Afzal
Ghazal
'nudrat' mataa-e-ishq vadii.at hu.ii mujhe
mere nasiib ne mujhe insaa.n banaa diyaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
ye vadii.at hu.aa jazba hai ataa hai rab kii
ishq bhii ko.ii zaruurat se kiyaa jaataa hai
Azeez Adil
Ghazal
Muhib Wafa
Ghazal
vo latiif kaifiyat jo tirii chashm kii ataa hai
ye vadii.at-e-ilaahii kahaa.n baada-e-kuhan me.n