SEARCH RESULTS
Showing search results for "وفادار"
Ghazal MATCHES FOR "وفادار"
Ghazal
ishq karte the faqat paas-e-vafaa rakhne ko
log sach-much ke vafaadaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
jis se puuchhe.n tire baare me.n yahii kahtaa hai
KHuubsuurat hai vafaadaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
bajaa ki KHuu-e-vafaa ek bhii hasii.n me.n nahii.n
kahaa.n ke ham bhii vafaadaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
kaun thaa said-e-vafaadaar ki ab tak sayyaad
baal-o-par us ke tire tiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kyaa is kaa gilaa kiije use pyaar hii kab thaa
vo ahd-e-faraamosh vafaadaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n kaa.np uThaa thaa KHud ko vafaadaar dekh kar
mauj-e-vafaa ke paas hii mauj-e-fanaa milii
Saqi Faruqi
Ghazal
bevafaa ham hai.n to ai jaan-e-vafaa yuu.nhii sahii
Dhuu.nD lenaa jo tumhe.n ko.ii vafaadaar mile
Jameel Malik
Ghazal
kahte hai.n ki ab ham se KHataa-kaar bahut hai.n
ik rasm-e-vafaa thii so vafaadaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
kahte hai.n jal ke Gair mohabbat se 'daaG' kii
maashuuq us ke paas vafaadaar hii rahaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil diyaa jaan ke kyuu.n us ko vafaadaar 'asad'
Galatii kii ki jo kaafir ko musalmaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
'qamar' nahii.n hai vafaadaar KHair yuu.nhii sahii
huzuur aur ko.ii Dhuu.nDh le.n vafaa ke liye
Qamar Jalalvi
Ghazal
ham-safar aise vafaadaar kahaa.n milte hai.n
tere vahshii ke qadam chho.D ke chhaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mai.n to KHudaa ke saath vafaadaar bhii rahaa
ye zaat kaa tilism magar TuuTtaa nahii.n