SEARCH RESULTS
Showing search results for "پاسباں"
Ghazal MATCHES FOR "پاسباں"
Ghazal
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
de vo jis qadar zillat ham ha.nsii me.n Taale.nge
baare aashnaa niklaa un kaa paasbaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
fursat kahaa.n ki ham se kisii vaqt tuu mile
din Gair kaa hai raat tire paasbaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
shab us ke kuuche me.n jaataa huu.n is tavaqqo.a par
ki ek dost hai vaa.n KHvaab paasbaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
gadaa samajh ke vo chup thaa mirii jo shaamat aa.ii
uThaa aur uTh ke qadam mai.n ne paasbaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
har nafas ai jiine vaalo shaGl-e-paimaana rahe
be-KHudii ko zindagii kaa paasbaa.n karte chalo
Saghar Siddiqui
Ghazal
ho gayaa huu.n qatl be-rahmii se un ke saamne
haif jin logo.n ko apnaa paasbaa.n samjhaa thaa mai.n
Chandrabhan Khayal
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
aasaa.n nahii.n hai tanhaa dar us kaa baaz karnaa
laazim hai paasbaa.n se ab ham ko saaz karnaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
paasbaa.n karte rahe sargoshiyaa.n hii aur kuchh
un kii mahfil se ba-izz-o-ehtaraam aa hii gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
rahte nahii.n ho ban ga.e 'miir' us galii me.n raat
kuchh raah bhii nikaalo sag-o-paasbaa.n se tum
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n ret kaa mahal huu.n mire paasbaa.n daraKHt
siine pe rok lete hai.n sab aa.ndhiyaa.n daraKHt
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo kuu-e-dost ko jaa.uu.n to paasbaa.n ke liye
nahii.n hai KHvaab se behtar kuchh armuGaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
zindagii ke kaThin ja.ngalo.n me.n miraa
har qadam raahbar paasbaa.n KHvaab hai
Farhat Shahzad
Ghazal
ab anaasir me.n tavaazun Dhuu.nDne jaa.e.n kahaa.n
ham jise hamraaz samjhe paasbaa.n niklaa tiraa