SEARCH RESULTS
Showing search results for "پبلک"
Ghazal MATCHES FOR "پبلک"
Ghazal
public me.n zaraa haath milaa liijiye mujh se
saahab mire iimaan kii qiimat hai to ye hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
pareshaa.n-haal hai public magar dono.n mamaalik ke
miraasii cricketer filmii-sitaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
Ghazal
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ik pal kii palak par hai Thahrii hu.ii ye duniyaa
ik pal ke jhapakne tak har khel suhaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
aa.nsuu jhalak jhalak ke sataa.e.nge raat bhar
motii palak palak me.n piroyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
do palak biich kabhii raah na paa.ii varna
mai.n ne koshish to bahut kii nazar aane ke liye
Abbas Tabish
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
isii kaa naam hai shaa.istagii o paas-e-vafaa
palak tak aa ke jo aa.nsuu thamaa thamaa saa lagaa
Iqbal Azeem
Ghazal
KHazaana tum na paa.e to Gariib jaise ho ga.e
palak pe ab ko.ii bhii motii jhilmilaa nahii.n rahaa