SEARCH RESULTS
Showing search results for "پراگندہ"
Ghazal MATCHES FOR "پراگندہ"
Ghazal
ek hai ahd me.n apne vo paraaga.nda-mizaaj
apnii aa.nkho.n me.n na aayaa ko.ii saanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
tab-e-dariyaa jo ho aashufta to phir tuufaa.n hai
aah baalo.n ko paraaganda na kar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
husn har haal me.n hai husn paraaganda naqaab
ko.ii parda hai na chilman ye ko.ii kyaa jaane
Arsh Malsiyani
Ghazal
band kamre me.n paraaganda KHayaalo.n kii ghuTan
aur darvaaze pe ik aavaaz-e-paa jaise havaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
pahle itnaa na paraaganda mizaaj-e-dil thaa
be-sabab ha.nsnaa to be-vajah KHafaa ho jaanaa
Waheed Akhtar
Ghazal
qadre.n KHuluus kii hai.n paraaganda kam abhii
rutbe kii dho.ns diijiye mansab dikhaa.iye
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
haal-e-dil Gair nazar KHiira paraaganda dimaaG
hashr kaa din shab-e-hijraa.n hai Gazal kyaa kahiye
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
qadre.n KHuluus kii hai.n paraaganda kam abhii
rutbe kii dho.ns diijiye mansab dikhaa.iye
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
jaantii huu.n ahd-e-haazir hai paraaganda bahut
par isii maahaul me.n mujh ko nikharnaa bhii to hai
Nusrat Ateeq Gorakhpur
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye nayaa shahr to hai KHuub basaayaa tum ne
kyuu.n puraanaa hu.aa viiraan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
'daaG' ko yuu.n vo miTaate hai.n ye farmaate hai.n
tuu badal Daal hu.aa naam puraanaa teraa