SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرتو"
Ghazal MATCHES FOR "پرتو"
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
ajiib aa.iina-e-partav-e-tamannaa thaa
thii us me.n ek udaasii ki jo sajii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
pa.D gayaa husn-e-ruKH-e-yaar kaa partav jis par
KHaak me.n mil ke bhii is dil kii safaa.ii na ga.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mu.nh kii jhalak se yaar ke behosh ho ga.e
shab ham ko 'miir' partav-e-mahtaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kiyaa aa.iina-KHaane kaa vo naqsha tere jalve ne
kare jo partav-e-KHurshiid aalam shabnamistaa.n kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ai partav-e-KHurshiid-e-jahaa.n-taab idhar bhii
saa.e kii tarah ham pe ajab vaqt pa.Daa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
nafas ke zor se vo Guncha vaa hu.aa bhii to kyaa
jise nasiib nahii.n aaftaab kaa partav
Allama Iqbal
Ghazal
zohra gar aisaa hii shaam-e-hijr me.n hotaa hai aab
partav-e-mahtaab sail-e-KHaanumaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n jo hai farq-e-zaat-o-partav-e-zaat
mirii nigaah pas-e-parda-e-zamaana hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
naala aataa hai jo lab par to Gazal bantaa hai
mere fan par bhii hai partav tirii ra.anaa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sahar ko siina-e-aalam me.n partav Daalne vaale
tasadduq apne jalve kaa miraa baatin sa.nvar jaa.e