SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرسوز"
Ghazal MATCHES FOR "پرسوز"
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
mai-e-yaqii.n se zamiir-e-hayaat hai pur-soz
nasiib-e-madrasa yaa rab ye aab-e-aatish-naak
Allama Iqbal
Ghazal
nii.nd aatii hii nahii.n dha.Dke kii bas aavaaz se
ta.ng aayaa huu.n mai.n is pur-soz dil ke saaz se
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
jal uTThe sham.a ke maanind qissa-KHvaa.n kii zabaa.n
hamaaraa qissa-e-pur-soz lahza bhar to kahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
siina ke tabaq me.n hai kabaab-e-dil-e-pur-soz
jis din se Gam-e-hijr hai mehmaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
hijr kii pur-soz raate.n kis tarah aabaad ho.n
shaad huu.n shaadaab huu.n ai mere hamdam dekhnaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
jaa.n bhii pur-soz ho anjaam-e-tamannaa kyaa hai
ko.ii batlaa.e ki jiine kaa bahaanaa kyaa hai
Masud Husain Khan
Ghazal
zindagii apnaa safar tai to karegii lekin
ham-safar aap jo hote to mazaa aur hii thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
milnaa jo na ho tum ko to kah do na mile.nge
ye kyaa kabhii parso.n hai kabhii kal hai kabhii aaj
Nooh Narvi
Ghazal
shiddat-e-shauq se afsaane to ho jaate hai.n
phir na jaane vahii aashiq kahaa.n kho jaate hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
ye aarzuu hai ki ab ko.ii aarzuu na rahe
kisii safar kisii manzil kii justujuu na rahe
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
vo parso.n bhii nahii.n aayaa nahii.n aayaa vo kal bhii
gino mat raasta dekho abhii tum ishq me.n ho
Pankaj Subeer
Ghazal
khii.nch laayaa tujhe ehsaas-e-tahaffuz mujh tak
ham-safar hone kaa teraa bhii iraada kab thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
sub.h-e-raushan ko a.ndhero.n se bharii shaam na de
dil ke rishte ko mirii jaan ko.ii naam na de