SEARCH RESULTS
Showing search results for "پشیماں"
Ghazal MATCHES FOR "پشیماں"
Ghazal
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashemaa.n kaa pashemaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil us ko aap diyaa aap hii pashemaa.n huu.n
ki sach hai apnii nadaamat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
muddato.n baa'd pashemaa.n hu.aa dariyaa ham se
muddato.n baa'd hame.n pyaas chhupaanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Ghazal
zindagii bhii to pashemaa.n hai yahaa.n laa ke mujhe
Dhuu.nDtii hai ko.ii hiila mire mar jaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tirii nigaah-e-pashemaa.n ko kaise dekhuu.ngaa
kabhii jo tujh se mulaaqaat ho ga.ii pyaare
Habib Jalib
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
aataa hai baad-e-zulm tumhii.n ko to rahm bhii
apne kiye se dil me.n pashemaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
buu-e-gul naala-e-dil duud-e-charaaG-e-mahfil
jo tirii bazm se niklaa so pareshaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tere cha.Dhte hu.e dariyaa ko pashemaa.n kar duu.n
tujh ko paane ke liye ret kaa sahraa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
Manzar Bhopali
Ghazal
us ne zaahir na kiyaa apnaa pashemaa.n honaa
ham bhii anjaan rahe ham ne bhii pursish nahii.n kii
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
is darja pashemaa.n miraa qaatil hai ki us se
mahshar me.n mire saamne aayaa nahii.n jaataa