SEARCH RESULTS
Showing search results for "پلتا"
Ghazal MATCHES FOR "پلتا"
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
jo chaaTtaa chalaa jaataa hai mujh ko ai 'baanii'
ye aastiin me.n paltaa hu.aa saa kuchh to hai
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ek aaGaaz ubhartaa hai har anjaam ke ba.ad
ek anjaam bhii paltaa hai har aaGaaz ke saath
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Tanveer Sipra
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
saamne ke dushmano.n se bach ke rahnaa sahl thaa
aastii.n kaa saa.np thaa ba.Dhtaa rahaa paltaa rahaa
athar shakeel
Ghazal
ek aa.nsuu yaad kaa Tapkaa to dariyaa ban gayaa
zindagii bhar mujh me.n ek tuufaan saa paltaa rahaa
Gulnar Aafreen
Ghazal
apnii KHaliiq kaa mafhuum samajh paataa agar
daa.era hotaa jahaa.n aur mai.n mehvar hotaa
Haidar Ali Jafri
Ghazal
jin ke siine me.n ta.assub nahii.n paltaa ko.ii
aise logo.n ke liye saaraa jahaa.n achchhaa hai
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
zamii.n pe aa.e na aa.e ye vahm hai sab ko
KHalaa kii god me.n paltaa hai haadsa ko.ii
Hakeem Manzoor
Ghazal
pyaar paltaa hai aksar saKHt-dil ke kono.n me.n
baarishe.n barastii hai.n bijliyo.n ke pahluu me.n
Jawed Ulfat
Ghazal
aa.ndhiyaa.n hii ukhaa.Dtii hai.n ise
aa.ndhiyo.n me.n hii pe.D paltaa hai