SEARCH RESULTS
Showing search results for "پلنگ"
Ghazal MATCHES FOR "پلنگ"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaafii hai boriyaa hii faqiiro.n ke vaaste
ma.ayuub hai jo shero.n ke ghar me.n pala.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
so.e hu.e pala.ng ke saa.e jagaa gayaa
khi.Dkii khulii to aasmaa.n kamre me.n aa gayaa
Adil Mansuri
Ghazal
un kaa vo shoKHiyo.n se pha.Daknaa pala.ng par
vo chhaatiyo.n pe loTnaa phuulo.n ke haar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
raat ko sone ko kyaa kyaa narm-o-naazuk the pala.ng
baiThne ko din ke kyaa kyaa koThe aur daalaan the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
pala.ng pe sej bichhaataa huu.n muddato.n se jaan
kabhii tuu aan ke so jaa mire bichhaune me.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
bichhvaa.iiye na chaa.ndnii me.n baam par pala.ng
manhuus hai qiraan mah o aaftaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jab se pata.ng huu.n mai.n tire sham.a-ruu kaa yaar
ma.aluum thaa na tujh ko u.Daanaa pata.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
na aayaa aaj bhii sab khel apnaa miTTii hai
tamaam raat ye sar aur pala.ng kii paTTii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
sote hai.n phail phail ke saare pala.ng par
ham chup alag pa.De hai.n kinaare pala.ng par
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
abhii bhii is makaan me.n pala.ng taKHt mez hai
ga.e jo sair ke liye to phir na aa sake makii.n
Wahab Danish
Ghazal
daaGdaaro.n ne kuduurat se bunaa un kaa pala.ng
sumbul-e-mauj-e-rasan me.n gul hai gul me.n KHaak hai