SEARCH RESULTS
Showing search results for "پنپ"
Ghazal MATCHES FOR "پنپ"
Ghazal
dil kuchh panap chalaa thaa taGaaful kii rasm se
phir tere iltifaat ne biimaar kar diyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Ghazal
laakh banjar ho zamii.n phir bhii panap jaa.egii
aaKHirii shai jo mire paas hai bone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
sachchii samaa.ato.n kaa zamaana guzar gayaa
naGme panap rahe hai.n asar ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Ghazal
Ghazal Ansari
Ghazal
fazaa.o.n me.n panap rahii hai.n saazishe.n
so baal-o-par bhii dhyaan se nikaaliye
Sarfraz Zahid
Ghazal
panap rahii hai baGaavat so tum pe vaajib hai
hamaarii aa.nkhe.n nikaalo hamaare sar kaaTo
Komal Joya
Ghazal
zulm kii dhuup me.n nafrat to panap saktii hai
pyaar to phuul hai is dhuup me.n mar jaa.egaa
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
is daur me.n insaaf panap hii nahii.n saktaa
iKHlaas-e-qalam jis me.n sahaafii nahii.n rakhte
Anjum Khaleeq
Ghazal
ye be-lihaaz nigaahe.n ye ajnabii chehre
panap rahaa hai ko.ii shahr jaise gaa.nv me.n
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
ye jo panap rahii hai mohabbat dilo.n me.n yaar
ye jism kii talab hai jo har ik nagar me.n hai
alii maan azfar
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
mai.n shaaKH shaaKH se lipTuu.n shajar shajar chuumuu.n
panap rahii hai ajab lazzat-e-havas mujh me.n
Abdullah Kamal
Ghazal
kisii bhii shaKHs ko ab harf-e-haq kaa paas nahii.n
panap rahaa hai yahaa.n par daroG-e-hikmat kyaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
ham dhuup me.n tapte to panap jaate magar ab
daryuuza-gar-e-mehr-e-lab-e-baam hamii.n hai.n