SEARCH RESULTS
Showing search results for "پنگھٹ"
Ghazal MATCHES FOR "پنگھٹ"
Ghazal
suune panghaT kaa ko.ii dard-bharaa giit the ham
shahr ke shor me.n kyaa tujh ko sunaa.ii dete
Munawwar Rana
Ghazal
vahii mele vahii panghaT vahii jhuule vahii giit
gaa.nv me.n par ko.ii tujh saa na milaa tere baa'd
Badnam Nazar
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
puuchh rahii hai.n aa kar mauje.n saahil se
us ne kyo.n panghaT par aanaa chho.D diyaa
Aalam Nizami
Ghazal
Nasir Shahzad
Ghazal
miltii hai.n gor yaa.n to sar-e-raah bhii magar
panghaT ho gaagarii ho vo dehaat bhii to ho
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
ab vo bargad hai na vo panghaT na ab vo gopiyaa.n
aise pas-manzar me.n kyaa gaa.nv kaa manzar dekhnaa
Zafar Kaleem
Ghazal
Kaif Azimabadi
Ghazal
aa.ii na raat bhar ko.ii panghaT pe saa.nvlii
paanii me.n chhup ke baiThaa rahaa be-qaraar chaa.nd
Ikram Janjua
Ghazal
vo shoKH shoKH sii panhaariyaa.n kidhar ko ga.ii.n
udaas kar ga.ii panghaT kii rahguzar mujh ko
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
aa.nkhe.n hai.n josh-e-ashk se panghaT
ashk phirte hai.n in me.n jaise rahaT
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sur-saagar jaise gahre hai.n mere kavii ke nain
dekh sakhii panghaT par aayaa kaun bujhaane pyaas