SEARCH RESULTS
Showing search results for "چادر"
Ghazal MATCHES FOR "چادر"
Ghazal
o.Dhe hu.e taaro.n kii chamaktii hu.ii chaadar
naddii ko.ii bal khaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mumkin ho to ik taaza Gazal aur bhii kah luu.n
phir o.Dh na le.n KHvaab kii chaadar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
aavaara-mizaajii ne phailaa diyaa aa.ngan ko
aakaash kii chaadar hai dhartii kaa bichhaunaa hai
Nida Fazli
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
yuu.n kis tarah kaTegaa ka.Dii dhuup kaa safar
sar par KHayaal-e-yaar kii chaadar hii le chale.n
Nasir Kazmi
Ghazal
lahraa rahii hai barf kii chaadar haTaa ke ghaas
suuraj kii shah pe tinke bhii bebaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kyaa ki roz vahii chaa.ndnii kaa bistar ho
kabhii to dhuup kii chaadar bichhaa ke so lete
Bashir Badr
Ghazal
vaqt lafzo.n se banaa.ii hu.ii chaadar jaisaa
o.Dh letaa huu.n to sab KHvaab hunar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
kabhii mai.n dekhtaa huu.n us kii rahmat
kabhii mai.n apnii chaadar dekhtaa huu.n