SEARCH RESULTS
Showing search results for "کارنامہ"
Ghazal MATCHES FOR "کارنامہ"
Ghazal
mirii Gulail ke patthar kaa kaar-naama thaa
magar ye kaun hai jis ne samar uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
jo kaar-naama kabhii ko.ii mujh se ho jaa.e
to apnii piiTh mai.n KHud hii thapakne lagtaa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
kaar-naama aur kyaa karte ye naqqaadaan-e-asr
nok-e-KHanjar se Gazal par haashiye likhte rahe
Ishrat Qadri
Ghazal
gumnaam aadmii kaa duniyaa me.n kaar-naama
mansuub ho rahegaa mash.huur aadmii se
Mubarak Mungeri
Ghazal
ye kaar-naama hai dil-e-KHud-ehtisaab kaa
mai.n paak-baaz ho gayaa tauba kiye baGair
Mahmood Sarosh
Ghazal
is na.ii sadii kaa ye kaar-naama KHuub hai
sukh kaa ek lamha hai dukh ke ek saal saa
Gulshan Bayabani
Ghazal
apne qaatil ko niguu.n-saar kiyaa thaa mai.n ne
kaar-naama ye sar-e-daar kiyaa thaa mai.n ne
Yawar Azeem
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
kaar-naama ko.ii anjaam to de le.n jis par
faKHr karte hu.e ai gardish-e-dauraa.n chaliye
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
jab sivaa mere tumhaaraa ko.ii diivaana na thaa
sach kaho kuchh tum ko bhii vo kaar-KHaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kisii din kaarKHaana-e-Gazal me.n kaam niklegaa
palaT aa.e.nge sab be-rozgaar aahista aahista
Tahzeeb Hafi
Ghazal
har chiiz se hai terii kaariigarii Tapaktii
ye kaarKHaana tuu ne kab raa.egaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
maqaam yuu.n hu.aa is kaar-gaah-e-duniyaa me.n
ki jaise din ko musaafir saraa me.n aa ke chale