SEARCH RESULTS
Showing search results for "کامل"
Ghazal MATCHES FOR "کامل"
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
har-chand hai dil shaidaa hurriyat-e-kaamil kaa
manzuur-e-du.aa lekin hai qaid-e-mohabbat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
abhii paikar hii jalaa hai to ye aalam hai miyaa.n
aag ye ruuh me.n lag jaa.e to kaamil ho jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
ye tiraa jamaal-e-kaamil ye shabaab kaa zamaana
dil-e-dushmanaa.n salaamat dil-e-dostaa.n nishaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
takmiil-e-aarzuu se hai takmiil-e-zindagii
kyuu.nkar ho zindagii mirii kaamil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
rahmat-e-sayyad-e-laulaak pe kaamil iimaan
ummat-e-sayyad-e-laulaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ab kidhar jaa.uu.n bataa ai jazba-e-kaamil mujhe
har taraf se aaj aatii hai sadaa-e-dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ishq kaamil hai usii kaa ki pata.ngo.n kii tarah
taab nazzaara-e-ma.asuuq kii laa hii na sake