SEARCH RESULTS
Showing search results for "کرتب"
Ghazal MATCHES FOR "کرتب"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dil-e-naa-mutma.in aisaa bhii kyaa maayuus rahnaa
jo KHalq uTThii to sab kartab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
hame.n nahii.n aate ye kartab na.e zamaane vaale
ham to siidhe log hai.n yaaro vahii puraane vaale
Irfan Sattar
Ghazal
kaar-e-marg kai din kaa tho.Dii der kaa jhag.Daa
dekhnaa hai ye naadaa.n jiine kaa hai kartab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
Osama Zakir
Ghazal
baazaar agar hai garm to kartab ko.ii dikhaa
sab gaahako.n se aa.nkh bachaa kar KHariid use
Bedil Haidri
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
teshe se ko.ii duudh kii nahre.n nikaal de
haatho.n me.n ab vo ishq ke kartab nahii.n rahe
Fayyaz Uddin Saieb
Ghazal
Obaid Siddiqi
Ghazal
Ghazanfar
Ghazal
maut hai bhuuk hai kartab hai ki kyaa hai jab log
do sutuuno.n se ba.ndhii taar pe chalne lag jaa.e.n
Ehtisham Hasan
Ghazal
puuchhte ho tum mai.n kab kar ke dikhlaa.uu.ngaa
jaaduugar huu.n kartab kar ke dikhlaa.uu.ngaa