SEARCH RESULTS
Showing search results for "کلمہ"
Ghazal MATCHES FOR "کلمہ"
Ghazal
KHudaa ke vaaste kalma buto.n kaa pa.Dh zaahid
phir iKHtiyaar me.n Gaafil zabaa.n rahe na rahe
Ameer Minai
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
phir lab pe tere kalma-e-afsos kis liye
mai.n ne to tere jabr kaa shikva nahii.n kiyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
suu-e-falak nazar jo uThii to vuzuu kiyaa
merii zabaa.n ne kalma-e-tauhiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
kalima pa.Dhtaa hu.aa qabr me.n utraa huu.n mai.n
mere maz.hab ko nakiirain ne samjhaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
vaa.iz kii zabaa.n par to vo kalima hai ki goyaa
baKHshe hii na jaa.e.nge gunahgaar-e-mohabbat
Dagh Dehlvi
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ishq vo Gaarat-gar-e-iimaa.n hai ye chaahe agar
vaa.izo.n ko kalma pa.Dhvaa.e manaat-o-laat kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jis ne kalima pa.Dh liyaa thaa aaKHirii dam
is kaa laasha kyuu.n jalaayaa jaa rahaa hai
Asad Raza Sahar
Ghazal
dekhe tire jalva ko baamhan kii jo beTii bhii
mu.nh se vahii.n kalme ko yakbaar lage japne
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
lakiir hai na ko.ii rang hai na kalma hai
ye kaisaa naqsh banaayaa hai mere siine par