SEARCH RESULTS
Showing search results for "کمیاب"
Ghazal MATCHES FOR "کمیاب"
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
vaqt be-mehr hai is fursat-e-kamyaab me.n tum
merii aa.nkho.n me.n raho KHvaab-e-mujassam kii tarah
Zia Jalandhari
Ghazal
sar-e-anaasir-e-kamyaab se nikalnaa hai
shumaar-e-naadir-o-naayaab se nikalnaa hai
Tahir Adeem
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
us kaa qusuur ye thaa bahut sochtaa thaa vo
vo kaamyaab ho ke bhii naakaam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
use pataa hii nahii.n hai ki pyaar kii baazii
jo haar jaa.e vahii kaamyaab hotaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
bahut qariib na aa.o yaqii.n nahii.n hogaa
ye aarzuu bhii agar kaamyaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
tumhaare lab ke lab-e-jaam ne liye bose
lab apne kaaTaa kiyaa mai.n na kaamyaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Kumar Vishwas
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai kaash is maqaam pe pahu.nchaa de us kaa pyaar
vo kaamyaab hone pe mujh ko badhaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
vahaa.n miluu.ngaa jahaa.n dono.n vaqt milte hai.n
mai.n kam-nasiib tire jaise kaamyaab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
yahaa.n to husn kaa dil bhii hai Gam se sad paara
mai.n kaamyaab nahii.n vo bhii kaamyaab nahii.n