SEARCH RESULTS
Showing search results for "کہانیاں"
Ghazal MATCHES FOR "کہانیاں"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa.n
shaayad rafaaqato.n kii zaruurat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
phir kyaa ajab ki log banaa le.n kahaaniyaa.n
kuchh mai.n nashe me.n chuur thaa kuchh tuu piye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
chehre pe aa.nsu.o.n ne likhii hai.n kahaaniyaa.n
aa.iina dekhne kaa mujhe hausla nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
KHayaal KHvaab fasaane kahaaniyaa.n thii.n magar
vo KHat tujhe bhii likhaa hii nahii.n hai tere ba.ad
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
kahaaniyaa.n thii vo raate.n kahaaniyaa.n the vo log
charaaG gul karo aur bujh-bujhaa ke so jaa.o
Rauf Raza
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
mujh ko kahaaniyaa.n na sunaa shahr ko bachaa
baato.n se meraa dil na lubhaa shahr ko bachaa
Taimur Hasan
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
vo log aaj KHud ik daastaa.n kaa hissa hai.n
jinhe.n aziiz the qisse kahaaniyaa.n aur phuul
Sabir Zafar
Ghazal
kahaaniyaa.n jo sunaate the ahd-e-rafta kii
nishaa.n vo gardish-e-ayyaam ne miTaa Daale
Habib Jalib
Ghazal
safar ke saath safar kii kahaaniyaa.n ho.ngii
har ek mo.D pe jaaduu-bayaaniyaa.n ho.ngii