SEARCH RESULTS
Showing search results for "کیل"
Ghazal MATCHES FOR "کیل"
Ghazal
junuu.n se kund kiyaa hai so us ke husn kaa kiil
mire sivaa kisii diivaar par lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bichha.D ga.e the kisii roz khel khel me.n ham
ki ek saath nahii.n cha.Dh sake the rail me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aisaa nahii.n ki ham kare.n baate.n na be-hisaab
lekin ye kyaa ki kiil sii dil me.n ga.Dii rahe
Zakariya Shaz
Ghazal
aataa thaa jis ko dekh ke tasviir kaa KHayaal
ab to vo kiil bhii mirii diivaar me.n nahii.n
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
is javaanii me.n bhii ilzaam se Darnaa hairat
kaun chehre pe nahii.n kiil muhaase aa.e