SEARCH RESULTS
Showing search results for "گز"
Ghazal MATCHES FOR "گز"
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mujh ko nahii.n qubuul do-aalam kii vus.ate.n
qismat me.n kuu-e-yaar kii do-gaz zamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ho.nTo.n ko sii ke dekhiye pachhtaa.iyegaa aap
ha.ngaame jaag uThte hai.n aksar ghuTan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
ham ko sitam aziiz sitamgar ko ham aziiz
naa-mehrbaa.n nahii.n hai agar mehrbaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu is zamiin pe do-gaz hame.n jagah de de
udhar na jaa.e.nge hargiz idhar ke hote hu.e
Haseeb Soz
Ghazal
ik yahii Gam khaa.e jaataa hai ki us kaa hogaa kyaa
kaun rakkhegaa miraa husn-e-yaqii.n marne ke baad
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
jaante sab hai.n ki do gaz hii zamii.n apnii hai
kaun KHush rahtaa hai lekin kisii jaagiir ke saath
Rajesh Reddy
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
do chaar gaz ke faasle se muskuraa ke dekh
do chaar gaz ke faasle tak aa ke lauT jaa