SEARCH RESULTS
Showing search results for "گنتی"
Ghazal MATCHES FOR "گنتی"
Ghazal
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.n
lekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
lagaa ke dekh le jo bhii hisaab aataa ho
mujhe ghaTaa ke vo gintii me.n rah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ab kyaa bataa.e.n kaun thaa kyaa thaa vo ek shaKHs
gintii ke chaar harfo.n kaa jo naam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
fanaa har dam mujhe gintii rahii hai
mai.n ik dam kaa thaa aur din bhar rahaa huu.n
Jaun Eliya
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
yuu.n to paamaal hu.e saik.Do.n miTne vaale
pahle gintii me.n jo aa.ii mirii turbat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
jis ne mehr-o-maah ke khaate likhne ho.n
mai.n ik zarra kab tak us kii gintii me.n
Hamida Shaheen
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
mujh bechaarii kaa kahnaa kis gintii me.n hai
aap bhale kuchh bhii farmaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
zindagii ret ke zarraat kii gintii thii 'nadiim'
kyaa sitam hai ki adam bhii vahii sahraa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
aabid umar
Ghazal
jis anjuman me.n dekho begaane rah ga.e hai.n
gintii ke log jaane pahchaane rah ga.e hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
dekh bhii aa baat kahne ke liye ho jaa.egii
sirf gintii kii hai.n saa.nse.n ab tire biimaar me.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
gintii ek ik naam kii har gor me.n murde hai.n dafn
baad-e-murdan bhii hu.ii dushvaar tanhaa.ii mujhe
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kaise hisaab jo.Duu.n a.amaal-e-ma.asiyat kaa
jab us kii shaan-e-rahmat gintii me.n bhuul Daale