SEARCH RESULTS
Showing search results for "گھاؤ"
Ghazal MATCHES FOR "گھاؤ"
Ghazal
ye mahtaab ye raat kii peshaanii kaa ghaav
aisaa zaKHm to dil par khaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
jal uThe.n ruuh ke ghaav to chhi.Dak detaa huu.n
chaa.ndnii me.n tirii yaado.n kii mahak hal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
aa.nkh aa.iino.n kii hairat nahii.n jaatii ab tak
hijr kaa ghaav bhii us ne diyaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
kaTii hu.ii hai zamii.n koh se samundar tak
milaa hai ghaav ye dariyaa ko raasta de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
sab chaa.ndnii se KHush hai.n kisii ko KHabar nahii.n
phaahaa hai maahtaab kaa garduu.n ke ghaav par
Ehsan Danish
Ghazal
chhupaa ke le gayaa duniyaa se apne dil ke ghaa.o
ki ek shaKHs bahut taaq is hunar me.n thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
tamaam jism hii ghaayal thaa ghaav aisaa thaa
ko.ii na jaan sakaa rakh-rakhaa.o kaisaa thaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
samay se pahle bhale shaam-e-zindagii aa.e
kisii tarah bhii udaasii kaa ghaav bhar jaa.e
Balmohan panday
Ghazal
ko.ii ik ghaav thaa jo she'r nahii.n ho paayaa
ko.ii ik choT thii jo dil ne 'ibaarat nahii.n kii
Arslan Abbas
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
hai jis kii yaad mirii fard-e-jurm kii surKHii
usii kaa aks mire ek ek ghaav me.n thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ki jis ke dard kaa ehsaas tere jaisaa ho
kabhii kabhii mirii fitrat ko aisaa ghaav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
tuu ne kaise lafz ho.nTo.n kii kamaa.n me.n kas liye
itnaa gahraa ghaav to hotaa nahii.n hai tiir kaa