SEARCH RESULTS
Showing search results for "گھرانے"
Ghazal MATCHES FOR "گھرانے"
Ghazal
unhe.n to KHaak me.n milnaa hii thaa ki mere the
ye ashk kaun se uu.nche gharaane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
ek suuraj thaa ki taaro.n ke gharaane se uThaa
aa.nkh hairaan hai kyaa shaKHs zamaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
jo.De kii shaan ba.Dh ga.ii mahfil mahak uThii
lekin ye phuul apne gharaane se kaT gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
ba-KHudaa bhuul ga.e apnii musiibat 'bismil'
yaad jab aa.e mohammad ke gharaane vaale
Bismil Azimabadi
Ghazal
tum kuchh bhii karo hosh me.n aane ke nahii.n ham
hai.n ishq gharaane ke zamaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
yahaa.n charaaG se aage charaaG jaltaa nahii.n
faqat gharaane ke piichhe gharaanaa aataa hai
Idris Babar
Ghazal
karb un kaa ki jo foot-paath pe karte hai.n basar
kyaa samajh paa.e.nge ye raaj-gharaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
kho ga.e kahaa.n mere e.atibaar ke rishte
kis ne bo diye kaa.nTe phuul se gharaane me.n
Charan Singh Bashar
Ghazal
mai.n mohammad ke Gulaamo.n kaa Gulaam ibn-e-Gulaam
aise nisbat usii paakiiza gharaane tak hai
Mumtaz Gurmani
Ghazal
Faragh Rohvi
Ghazal
vo tiir itnii ri.aayat kabhii nahii.n detaa
ye zaKHm lagtaa nahii.n hai gharaane se us ke
Khurram Afaq
Ghazal
ummatii gher ke laate the usii ghar kii taraf
dukh mohammad ke gharaane pe nahii.n aataa thaa
Amn Shahzadi
Ghazal
rakhnii hai buniyaad bhii apne alag gharaane kii
vaqt kii sa.ngat me.n us kaa zinda bhii rahnaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
faasle na ba.Dh jaa.e.n faasle ghaTaane se
aa.o soch le.n pahle raabte ba.Dhaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
siskaa hai ghar kii chhat pe parinda bhii raat bhar
khaa.e jahaa.n nivaale gharaane badal ga.e
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
jinho.n ne qaumii tashaKHKHus ko paa.emaal kiyaa
ma.aashre ko vo uu.nche gharaane lagte hai.n
Nusrat Siddiqui
Ghazal
use bilaal kii azmat kaa ko.ii ilm nahii.n
jo apne uu.nche gharaane kii baat kartaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
hamaare shaano.n pe din bojh thaa gharaane kaa
safar me.n shaam kaTii raat be-qaraarii thii