SEARCH RESULTS
Showing search results for "گھن"
Ghazal MATCHES FOR "گھن"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
jis tarah lak.Dii ko khaa jaataa hai ghun
rafta rafta Gam mujhe khaa jaa.egaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
us ke ghar bhii tujh ko aanaa chaahiye thaa ai bahaar
jis ne sab ke vaaste maa.ngii du.aa barsaat kii
Nazeer Banarasi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
mirii Gazal me.n rajaz kii hai ghan-garaj to kyaa
suKHan-varii bhii to kaar-e-sipaahiyaana hai
Asad Badayuni
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
mujh ko in khokhle da.avo.n se bhii ghin aatii hai
phuul ke bhes me.n patthar nahii.n achchhe lagte
Amrina Qaiser
Ghazal
khaa.e jaataa hai mire baaG ke har pe.D ko ghun
duur hii duur se shaadaab nazar aataa hai
Sameena Raja
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
hame.n bhii ghun lagaa ga.ii umiid-e-be-karaa.n tirii
tujhe bhii chaaTtii rahii hamaarii aas zindagii
Sohail Azad
Ghazal
saavan aayaa chhaane lage ghor ghan ghor baadal
karte hai.n phir dil ko pareshaan chit chor baadal
Ameeq Hanafi
Ghazal
fazaa-e-siina me.n yuu.n hai hujuum aaho.n kaa
daraKHt jaise ki aapas me.n hoe.n ghan se mile