SEARCH RESULTS
Showing search results for "अदद"
Ghazal MATCHES FOR "अदद"
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
ashk-e-tar qatra-e-KHuu.n laKHt-e-jigar paaraa-e-dil
ek se ek adad aa.nkh se bah kar niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gam to hai.n baKHt ke baazaar me.n maujuud bahut
kaasa-e-jism me.n dil ek adad hai had hai
Nadeem Sirsivi
Ghazal
tujh jaisaa adad apne ta.ii.n kuchh bhii nahii.n hai
mai.n terii zaruurat huu.n sifar hote hu.e bhii
Shozeb Kashir
Ghazal
vaqt apnaa zar-KHariid thaa ha.ngaam-e-mai-kashii
lamhe ko tuul de ke abad ham ne kar diyaa
Sirajuddin Zafar
Ghazal
'anjum' is shahr ko daa'vaa thaa zabaa.n-daanii kaa
shaa'ir is shahr me.n tuu ek 'adad hai had hai
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
us kii hii aarzuu me.n ye chehre udaas hai.n
vo aa.ina ki jis kaa taqaazaa ashad hu.aa
Hasan Rizvi
Ghazal
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
KHatm ho jaa.egii sab kashmakash-e-harf-o-adad
ya.anii har manfii o musbat se guzar jaa.e.nge ham
Meer Ahmad Naved
Ghazal
har ik adaa me.n us kii hai qaus-e-quzah kaa ra.ng
hai guftuguu me.n kitne havaale kitaab ke
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
ye qabl o baa'd ke us paar kii hikaayat hai
miraa davaam azal aur abad nahii.n rakhtaa
Ata Turab
Ghazal
haajat to ek tiisrii cigarette kii hai magar
us kaa ye hukm hai ki bas ik din me.n do adad
Aamir Ata
Ghazal
vo har lihaaz se naa-mo'tabar ikaa.ii thaa
magar vaqaar se maujuud har adad me.n rahaa