SEARCH RESULTS
Showing search results for "अन"
Ghazal MATCHES FOR "अन"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
badal chukaa hai miraa lams nafsiyaat us kii
ki rakh diyaa hai use mai.n ne an-chu.aa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
an-ginat mahfile.n mahruum-e-charaaGaa.n hai.n abhii
kaun kahtaa hai ki zulmaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ho ga.ii duur an-ginat viiraa.n guzargaaho.n kii koft
ek bastii se guzarne me.n vo aasaanii hu.ii
Jamal Ehsani
Ghazal
tujh ko an-dekhii bulandii me.n safar karnaa hai
ehtiyaatan mirii himmat mire baazuu rakh le
Rahat Indori
Ghazal
nikal gayaa kahii.n an-dekhe paaniyo.n kii taraf
zamii.n ke naam khulaa baadbaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
tum mirii aa.nkh ke tevar na bhulaa paa.oge
an-kahii baat ko samjhoge to yaad aa.uu.ngaa