SEARCH RESULTS
Showing search results for "अपनों"
Ghazal MATCHES FOR "अपनों"
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
apno.n ko apnaa kahaa chaahe kisii darje ke ho.n
aur jab aisaa kiyaa mai.n ne to sharmaayaa nahii.n
Waseem Barelvi
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
is bharii duniyaa me.n ko.ii bhii hamaaraa na hu.aa
Gair to Gair hai.n apno.n kaa sahaaraa na hu.aa
Rajendera Krishan
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
din ik ke baa'd ek guzarte hu.e bhii dekh
ik din tuu apne aap ko marte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
ik ham hai.n ki Gairo.n ko bhii kah dete hai.n apnaa
ik tum ho ki apno.n ko bhii apnaa nahii.n kahte
Nawaz Deobandi
Ghazal
apno.n ne taj diyaa hai to Gairo.n me.n jaa ke baiTh
ai KHaanumaa.n-KHaraab na tanhaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
sabaa bhii laa.ii na ko.ii payaam apno.n kaa
sunaa rahii hai fasaane idhar udhar ke mujhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
muddat hu.ii ik shaKHs ne dil to.D diyaa thaa
is vaaste apno.n se mohabbat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa