SEARCH RESULTS
Showing search results for "आग़ाज़-ए-आशिक़ी"
Ghazal MATCHES FOR "आग़ाज़-ए-आशिक़ी"
Ghazal
aaGaaz-e-aashiqii kaa allaah re zamaana
har baat bahkii bahkii har gaam vaalihaana
Arshi Bhopali
Ghazal
aaGaaz-e-aashiqii kaa mazaa aap jaaniye
anjaam-e-aashiqii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
log badle.nge mafaahiim musalsal 'aaGaaz'
aur ye sach hai mire ash.aar nahii.n badle.nge
Aghaz Barni
Ghazal
sun liijiye ki hai abhii aaGaaz-e-aashiqii
phir ham se apnaa haal sunaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
bahut hasiin thaa aaGaaz-e-‘aashiqii lekin
hame.n vo hasrat-e-anjaam de ke bhuul ga.e
Muzaffar Razmi
Ghazal
aaGaaz-e-sabza se hai jo ruKHsaar par Gubaar
agle baras ise KHat-e-gulzaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ba.Dhne lagii hai dil kii tamannaa-e-aashiqii
yuu.n aa ke terii yaad ne bekal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
aashiqii hai bahar-e-naapaidaa-kanaar
kashti-e-dil aa ga.ii tuufaan me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jab kabhii chhi.Dtaa hai zikr-e-rasm-o-raah-e-aashiqii
log lete hai.n adab se tere diivaane kaa naam
Anjum Abbasi
Ghazal
mizaaj-e-gardish-e-dauraa.n vahii samajhte hai.n
jo rasm-o-raah-e-Gam-e-aashiqii samajhte hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
Ahmad Hamesh
Ghazal
nashaat-e-be-panaah-e-aashiqii hai mast-kaamii se
kisii kaa manzil-e-irfaa.n pe pur-asraar ho jaanaa
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
jahaa.n me.n aur rah-o-rasm-e-aashiqii kyaa hai
fareb-KHurda tirii be-ruKHii ko bhuul ga.e
Ahmad Zafar
Ghazal
kaa'ba ko dair dair ko kaa'ba samajh liyaa
itnaa to hosh rasm-o-rah-e-‘aashiqii me.n hai
Haqqi Hazeen
Ghazal
kar rahaa huu.n dosto.n ke zo.am par tark-e-vatan
shaayad ab aaGaaz-e-daur-e-gardish-e-ayyaam hai
Ehsan Danish
Ghazal
ho takmiil-e-havas jis dostii kaa muntahaa ai dil
mujhe vo rasm-o-raah-e-aashiqii takliif detii hai