SEARCH RESULTS
Showing search results for "आवारगी"
Ghazal MATCHES FOR "आवारगी"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
shaa.ista mahfilo.n kii fazaa.o.n me.n zahr thaa
zinda bache hai.n zehn kii aavaargii se ham
Nida Fazli
Ghazal
jin se aavaargii-e-shab kaa bharam thaa vo log
is bhare shahr me.n do-chaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
phirte hai.n misl-e-mauj-e-hu.aa shahr shahr me.n
aavaargii kii lahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
tujhe havaas kii aavaargii kaa ilm kahaa.n
kabhii mai.n tujh ko tire saamne talaash karuu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
muddat hu.ii hai kuu-e-butaa.n kii taraf ga.e
aavaargii se dil ko kahaa.n tak bachaa.e.n ham
Habib Jalib
Ghazal
aavaargii kaa haq hai havaa.o.n ko shahr me.n
ghar se charaaG le ke nikalnaa muhaal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye kyuu.n kahe.n ki hame.n ko.ii rahnumaa na milaa
magar sarisht kii aavaargii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
marne ke baa'd bhii vahii aavaargii rahii
afsos jaa.n ga.ii nafas-e-naa-rasaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
shaa.istagaan-e-shahr mujhe KHvaah kuchh kahe.n
sa.Dko.n kaa husn hai mirii aavaargii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
jism kii har baat hai aavaargii ye mat kaho
ham bhii kar sakte hai.n aisii shaa.erii ye mat kaho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aavaargii kaa shauq bha.Daktaa hai aur bhii
terii galii kaa saaya-e-diivaar dekh kar