SEARCH RESULTS
Showing search results for "इख़्तिताम"
Ghazal MATCHES FOR "इख़्तिताम"
Ghazal
dariyaa kaa intiqaam Dubo de na ghar tiraa
saahil se roz roz na kankar uThaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ajab talaash-e-musalsal kaa iKHtitaam hu.aa
husuul-e-rizq hu.aa bhii to zer-e-daam hu.aa
Aanis Moin
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n magar yaad kuchh nahii.n aataa
ki iKHtitaam kahaa.n KHvaab ke safar kaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
raste kaa intiKHaab zaruurii saa ho gayaa
ab iKHtitaam-e-baab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
ab is se achchhaa-bhalaa iKHtitaam kyaa hotaa
uThe the mai.n se magar jaa ke tuu me.n KHaak hu.e
Khurshid Talab
Ghazal
dekhe.n is kashaakash kaa iKHtitaam ho kab tak
jaagne kii KHvaahish hai hausla hai KHvaabo.n kaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
hisaab-e-tark-ta.alluq tamaam mai.n ne kiyaa
shuruu.a us ne kiyaa iKHtitaam mai.n ne kiyaa
Saud Usmani
Ghazal
ye raat aa ke mujhe phir se jo.D detii hai
mai.n TuuT jaataa huu.n din iKHtitaam karte hu.e
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
kaun aise qisso.n kaa iKHtitaam chaahegaa
jin me.n terii zulfo.n kii baat aa ga.ii hogii
Yusuf Taqi
Ghazal
aaKHir me.n bas nishaa.n hai.n 'sahar' kuchh savaaliya
phir is ke baa'd daastaa.n kaa iKHtitaam hai
Sidra Sahar Imran
Ghazal
ye ibtidaa hai ko.ii iKHtitaam tho.Dii hai
hai shaam-e-vasl bichha.Dne kii shaam tho.Dii hai
Zubair Ahmad Tanha Malik Rampuri
Ghazal
iKHtitaam-e-be-sukuu.n thii ibtidaa-e-aashiqii
zindagii ko lafz-e-be-ma.anii banaanaa yaad hai
Afzal Peshawari
Ghazal
har ek shaKHs ye kahtaa hai aur kuchh kahiye
ham apnii baat kaa jab iKHtitaam karte hai.n