SEARCH RESULTS
Showing search results for "इब्तिदाई"
Ghazal MATCHES FOR "इब्तिदाई"
Ghazal
fuGaa.n to ishq kii ik mashq-e-ibtidaa.ii hai
abhii to aur ba.Dhegii ye lai abhii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
hai.n ibtidaa.ii marhale ye ishq ke abhii
'saahil' ye soz kyuu.n tirii aaho.n me.n aa gayaa
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
kisii ke rang ra.ngaa mai.n na mere rang ko.ii
ye ibtidaa.ii nayaa Dhab to iKHtitaamii hai
Shamim Abbas
Ghazal
diyaa hai tum ne ba-sad zo.am intihaa kaa naam
jise vo marhala-e-shauq ibtidaa.ii hai
Abdussalam Asim
Ghazal
kisii bhii rishte kii kuchh ibtidaa.ii muddat tak
bataur-e-aala-e-aaraa.ishii rahaa huu.n mai.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
aaj-kal mere ta.aaqub me.n hai.n aa.nkhe.n yaar kii
ibtidaa.ii ishq me.n itnaa asar kaafii hai kyaa
Kamal Kataria Karan
Ghazal
har ibtidaa.ii marhala pesh-e-nazar bhii thaa
kyaa hai ma.aal-e-'ishq ye samjhaa gayaa huu.n mai.n
Aadil Aseer Dehlvi
Ghazal
na.ii duniyaa.o.n ke jo password soche hai.n ham ne
vo 'aasim' zindagii kii ibtidaa.ii kii rahe hai.n
Asim nadeem Asi
Ghazal
mai.n intihaa.o.n se aaGaaz kar rahaa huu.n ye 'ishq
so is safar me.n qadam ko.ii ibtidaa.ii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Saadat Nazeer
Ghazal
azal abad par muhiit huu.n mai.n basiit huu.n mai.n
vajuud meraa na ibtidaa.ii na iKHtitaamii
Krishna Mohan
Ghazal
phir us ke baa'd har ik samt vahshate.n ho.ngii
daruun-e-zaat rahe ibtidaa.ii tanhaa.ii