SEARCH RESULTS
Showing search results for "इब्तिला"
Ghazal MATCHES FOR "इब्तिला"
Ghazal
bas ek baar manaayaa thaa jashn-e-mahruumii
phir is ke baa'd ko.ii ibtilaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
mujhe aziiz na ho kyuu.n rijaa.iyat apnii
ye Gam-shariik mire daur-e-ibtilaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
tuGraa-e-imtiyaaz hai KHud ibtilaa-e-dost
us ke ba.De nasiib jise aazmaa.e dost
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
dariyaa me.n hai saraab ajab ibtilaa me.n huu.n
mai.n bhii husain hii kii tarah karbalaa me.n huu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
Javed Shaheen
Ghazal
dil mutma.in nahii.n hai nazar mutma.in nahii.n
is daur-e-ibtilaa me.n bashar mutma.in nahii.n
Maikash Badayuni
Ghazal
ek saa.e kaa ta.aaqub kar rahaa huu.n aaj tak
KHud ko kaisii ibtilaa me.n mubtalaa rahne diyaa
Zahid Afaq
Ghazal
jab naKHl-e-aarzuu pe KHizaa.n ibtilaa hu.ii
mai.n dast-zad savaabit-o-sayyaar se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
is zauq-e-ibtilaa kaa maza us ke dam se hai
sab kuchh milaa milaa ho dil-e-mubtalaa mujhe
Bekhud Badayuni
Ghazal
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
rafta-rafta ibtilaa-e-Gam shifaa ho jaa.egaa
dard hii had se guzarne par davaa ho jaa.egaa
Akhtar Ziai
Ghazal
us kaa ko.ii nasiib hai jis ko KHushii me.n bhii
ik ibtilaa hai kulfat-o-ummiid-o-yaas me.n