SEARCH RESULTS
Showing search results for "इरादे"
Ghazal MATCHES FOR "इरादे"
Ghazal
tum ne Thahraa.ii agar Gair ke ghar jaane kii
to iraade yahaa.n kuchh aur Thahar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil me.n kitne ahd baa.ndhe the bhulaane ke use
vo milaa to sab iraade to.Dnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
zaraa sii baat hai is kaa tamaashaa kyaa banaa.e.n ham
iraade TuuTte hai.n hausle mismaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dastaras me.n hai.n anaasir ke iraade kis ke
so bikhar ke hii rahaa ko.ii bikharne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
kisii ko dekh ke chup chup se kyuu.n hu.e 'mohsin'
kahaa.n ga.e vo iraade suKHan-varo.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
dastaras me.n hai.n anaasir ke iraade kis ke
so bikhar ke hii rahaa ko.ii bikharne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
hamaare qaafila-saalaaro.n ke iraade kyaa
chale to haa.n pe hai.n lekin nahii.n pe chalte hai.n
Bekal Utsahi
Ghazal
pahaa.D bhaa.np rahaa thaa mire iraade ko
vo is liye bhii ki tesha mujhe uThaanaa thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
kyaa iztiraab-e-shauq ne mujh ko KHajil kiyaa
vo puuchhte hai.n kahiye iraade kahaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
'shu.uur' sirf iraade se kuchh nahii.n hotaa
amal hai shart iraade sabhii ke hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
shaam hai ye va.ade kii ishq ke iraade kii
ik javaa.n saa sannaaTaa ik hasiin KHaamoshii
Nazir Wahid
Ghazal
Komal Joya
Ghazal
mai.n us ko bhuulne ke iraade se huu.n dukhii
hotaa hai kaun jang kaa elaan karke KHush