SEARCH RESULTS
Showing search results for "इस्तिग़ना-ए-सलमानी"
Ghazal MATCHES FOR "इस्तिग़ना-ए-सलमानी"
Ghazal
puuchh mat rusvaa.i-e-andaaz-e-istiGnaa-e-husn
dast marhuun-e-hinaa ruKHsaar rahn-e-Gaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
'salmaan' phir chalaa hai usii bazm-e-naaz me.n
kam-zarf apne baal sa.nvaare gha.Dii gha.Dii
Salman Ansari
Ghazal
rumuuz-e-ishq zamaana sikhaa.egaa 'salmaan'
Galat KHayaal thaa aamoz-gaar hai.n ham log
Salman Ghazi
Ghazal
vo jis se aatii ho 'salmaan' buu-e-haq har dam
tumhe.n bhii chaahiye bas us kalii se 'ishq karo
Salman Kazmi
Ghazal
'salmaan' intizaar kii lazzat na un se puuchh
jo shaam hii se sham'-e-tamannaa jalaa.e hai.n
Salman Kazmi
Ghazal
marja’-e-'ishq faqat zaat-e-KHudaa hai 'salmaan'
vaadii-e-'ishq me.n kyo.n tum ko KHudaa yaad nahii.n
Salman Kazmi
Ghazal
'salmaan' un se mil ke ye puuchhe.nge ham zaruur
kyaa aap ko ye dil kaa ta.Dapnaa pasand hai
Salman Kazmi
Ghazal
kufr kuchh chaahiye islaam kii raunaq ke liye
husn zunnaar hai tasbiih-e-sulaimaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chashm be-KHvaab hu.ii shahr kii viiraanii se
dil utartaa hii nahii.n taKHt-e-sulaimaanii se
Saleem Kausar
Ghazal
jho.np.Dii apne liye taKHt-e-sulaimaanii hai
dard hai.n taKHt-nashii.n baiTh ke ro lete hai.n
Naseer Baloch
Ghazal
ham faqiiro.n ko isii KHaak se nisbat hai bahut
ham na baiThe.nge tire taKHt-e-sulaimaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
kaun saa shahr-e-sabaa fat.h kiyaa chaahtaa huu.n
log hairaa.n hai.n mire kaar-e-sulaimaanii par
Irfan Siddiqi
Ghazal
jaante hai.n is talaatum-KHez dariyaa kii adaa
ik hamaaraa naam sun kar mauj-e-sailaanii ga.ii