SEARCH RESULTS
Showing search results for "उथला-पन"
Ghazal MATCHES FOR "उथला-पन"
Ghazal
tamaam azmate.n mashkuuk ho ga.ii.n jaise
vo uthlaa-pan milaa gahraa.ii me.n utar ke mujhe
Zafar Sahbai
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Ghazal
ujlaa rahegaa sirf mohabbat ke jism par
sadiyo.n kaa pairahan ho ki pal kaa libaas ho
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
cha.Dhte tuufaan ko saahil se guzarnaa thaa miyaa.n
riit ke ghar ko bahar-haal bikharnaa thaa miyaa.n
Anwar Jamal Anwar
Ghazal
KHushii ke din ho.n to ujlaa libaas sab pahne.n
aur ek ham ki vahii jaama-e-taa.ab pahne.n
Yawar Azeem
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
raat ke sar pe hai ujlaa saa dupaTTa 'ja.afar'
ho na ho sehn-e-mohabbat bhii kahii.n hai raushan
Jafar Sahni
Ghazal
kisii kaaGaz ke siine par ye jazba darj kar denaa
mire bhaa.ii ke haq me.n meraa hissa darj kar denaa
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
naazil hai jo ye ujlaa saa a.ndheraa saa fazaa par
mumkin hai ki is shab me.n ho paivast sahar kuchh
Saurabh Shekhar
Ghazal
dariyaa ke pakchhpaat pe ab kyaa kahe.n ki jo
uthlaa hai terii samt to gahraa hai merii samt