SEARCH RESULTS
Showing search results for "उम्मीदें"
Ghazal MATCHES FOR "उम्मीदें"
Ghazal
yahii hai zindagii kuchh KHvaab chand ummiide.n
inhii.n khilauno.n se tum bhii bahal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dil par paanii piine aatii hai.n ummiide.n
is chashme me.n zahr milaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
ummiid-e-sahar bhii to viraasat me.n hai shaamil
shaayad ki diyaa ab ke jalaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ummiid-e-dil-nashii.n sahii duniyaa hasii.n sahii
tere baGair kuchh bhii na bhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Gulzar
Ghazal
ummiid-e-talattuf me.n ranjiida rahe dono.n
tuu aur tirii mahfil mai.n aur mirii tanhaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
dast-e-qaatil se kuchh ummiid-e-shafaa thii lekin
nok-e-KHanjar se bhii kaa.nTaa na guluu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kin daraKHto.n se lagaa rakkhii hai ummiid-e-samar
shaaKH hii jab na ho sarsabz to phal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
Meeraji
Ghazal
dil ham ne diyaa thaa tujhe ummiid-e-vafaa par
tum ham se nahii.n karte vafaa kuchh nahii.n karte