SEARCH RESULTS
Showing search results for "एहतिराम"
Ghazal MATCHES FOR "एहतिराम"
Ghazal
kahaa.n bisaat-e-jahaa.n aur mai.n kamsin-o-naadaa.n
ye merii jiit kaa sab ehtimaam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
hai ehtiraam-e-hazrat-e-insaan meraa diin
be-diin ho gayaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
rah-e-junuu.n me.n lipaTte hai.n paa.nv se kaa.nTe
ba-har qadam ye miraa ehtiraam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
rahe KHayaal ki aa.e na ehtiraam me.n farq
agar kisii se tiraa iKHtilaaf ho jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
duniyaa me.n ehtiraam ke qaabil vo log hai.n
ai zillat-e-vafaa tirii izzat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
har ek shahr kaa me.aar muKHtalif dekhaa
kahii.n pe sar kahii.n pag.Dii kaa ehtiraam hu.aa
Aanis Moin
Ghazal
ab ahl-e-dard ye jiine kaa ehtimaam kare.n
use bhulaa ke Gam-e-zindagii kaa naam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai.n kuchh is tarah jiyaa huu.n ki yaqiin ho gayaa hai
mire baa'd zindagii kaa ba.Daa ehtiraam hogaa
Waseem Barelvi
Ghazal
kuchh ehtiraam apnii anaa kaa bhii 'nuur' kar
yuu.n baat baat par na kisii kii dahaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
jis ke ehtiraam me.n sar kaTaa diyaa gayaa
us ko to KHabar nahii.n us ko to pataa nahii.n
Waqar Khan
Ghazal
shajar samajh ke miraa ehtiraam karte hai.n
parinde raat ko mujh me.n qayaam karte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
kabhii jo mai.n ne masarrat kaa ehtimaam kiyaa
ba.De tapaak se Gam ne mujhe salaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
du.aa salaam zaruurii hai shahr vaalo.n se
magar akele me.n apnaa bhii ehtiraam karo
Nida Fazli
Ghazal
ki be-adab kaa bhalaa ehtiraam kyaa karte
jo naastik thaa use raam-raam kyaa karte