SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़फ़स-ए-मुर्ग़-ए-गिरफ़्तार"
Ghazal MATCHES FOR "क़फ़स-ए-मुर्ग़-ए-गिरफ़्तार"
Ghazal
muzhda ai zauq-e-asiirii ki nazar aataa hai
daam-e-KHaalii qafas-e-murG-e-giraftaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
hogaa ehsaa.n pa.e gul-gasht agar tuu sayyaad
saath le kar qafas-e-murG-e-giraftaar chale
Habeeb Moosavi
Ghazal
raat kartaa thaa vo ik murG-e-giraftaar se bahs
mai.n bhii taa-sub.h rakhii bulbul-e-gulzaar se bahs
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qaidii-e-zulf kii qismat me.n hai ruKHsaar kii sair
shukr hai baaG bhii hai murG-e-giraftaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Dar naala-haa-e-zaar se mere KHudaa ko maan
aaKHir navaa-e-murG-e-giraftaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
baaG me.n phuul ha.nse dete hai.n bedardii se
naala-e-murG-e-giraftaar chale aate hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
naala-e-murG-e-giraftaar se be-zaarii kyaa
gosh-e-sayyaad pe ab ye bhii garaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
shab-e-vasl murG-e-sahar yaad rakhnaa
zabaa.n kaaT luu.ngaa jo royaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaise Te.Dhaa na chale maar ba.Dii mushkil hai
siidhii ho zulf-e-girah-daar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
murG-e-sahar aduu na mo.azzin kii kuchh KHataa
'parvii.n' shab-e-visaal me.n sab hai futuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
taa.ir-e-dil ko havaa-e-KHam-e-zulf-e-sayyaad
suurat-e-murG-e-giraftaar liye phirtii hai
Imdad Imam Asar
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kyaa chho.De.n asiiraan-e-mohabbat ko vo jis ne
sadqe me.n na ik murG-e-giraftaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aa.nkho.n ko band kar ke tasavvur me.n baaG ke
gulshan qafas ko murG-e-giraftaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaamosh andaliib-e-chaman tujh se kiyaa hai bahs
apnaa suKHan to murG-e-giraftaar saath hai