SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ाफ़िए"
Ghazal MATCHES FOR "क़ाफ़िए"
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
hamaarii aa.nkhe.n udaas Gazlo.n ke qaafiye hai.n
hamaaraa chehra puraane vaqto.n kii shaa.irii hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
likh aur Gazal qaafiye ko pher 'zafar' tuu
ab tab.a kii dariyaa kii tirii mauj-zanii hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hamaare qaafiye to ho ga.e sab KHatm ai 'akbar'
laqab apnaa jo de de.n mehrbaanii hai ye joshii kii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa pe chho.D do ye kal ko.ii pa.Dhe na pa.Dhe
na.ii Gazal ke liye qaafiye talaash karo
Nafas Ambalvi
Ghazal
baa.ndhaa jo chust chust mazaamiin-e-nau ke saath
bandish se merii ta.ng bahut qaafiye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
ab kahaa.n nikalte hai.n haasil-e-Gazal ash.aar
chiiKHtii radiife.n hai.n qaafiye bhii zaKHmii hai.n
Shamshad shaad
Ghazal
har chand rahguzar thii dushvaar qaafiye kii
sun kar na rah sake ham lalkaar qaafiye kii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nikal chukaa huu.n mai.n apnii huduud se aage
na.ii radiif na.e qaafiye banaate hu.e
Naseem Shaikh
Ghazal
KHayaal-o-fikr ke kuchh zaaviye talaash karo
Gazal kaho to na.e qaafiye talaash karo