SEARCH RESULTS
Showing search results for "किनारा-कशी"
Ghazal MATCHES FOR "किनारा-कशी"
Ghazal
rivaayato.n se kinaara-kashii bhii laazim thii
aur ehtiraam-e-rivaayaat bhii zaruurii thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n kinaara-kashii ko aayaa hai
tuu apnaa hukm sunaa yuu.n guzaarishaat na kar
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
mai.n kam-suKHan huu.n kinaara-kashii kaa qaa.il huu.n
vo har pahar kii mulaaqaat likhte jaate hai.n
Shahid Mahmood
Ghazal
bahte hu.e dariyaa ke kinaaro.n kii tarah thaa
tujh se miraa rishta kabhii KHvaabo.n kii tarah thaa
Wafa Naqvi
Ghazal
ham un se kar ga.e hai.n kinaaraa kabhii kabhii
dil ho gayaa hai jaan se pyaaraa kabhii kabhii
Shadan Indauri
Ghazal
ko.ii kinaaya kahii.n aur baat karte hu.e
ko.ii ishaara zaraa duur se guzarte hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
qadmo.n se itnaa duur kinaara kabhii na thaa
naa-qaabil-e-ubuur ye dariyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
aasmaa.n tujh se kinaaraa kahii.n karnaa hai mujhe
thak gayaa u.Dte hu.e aaj utarnaa hai mujhe
Shehzad Raza Lams
Ghazal
biga.D saktaa hai kashtii kaa tavaazun
kinaare kii taraf dekhaa na jaa.e