SEARCH RESULTS
Showing search results for "कूच"
Ghazal MATCHES FOR "कूच"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kuchh be-KHabar nahii.n the jo jaante hai.n mujh ko
mai.n kuuch kar rahaa thaa bisraam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaar-e-faryaad-o-fuGaa.n kis liye mauquuf hu.aa
tere kuuche me.n tire baa-hunro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
aap kaa shahr agar baar samajhtaa hai hame.n
kuuch kar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ab kuuch karo yaaro sahraa se ki sunte hai.n
sahraa me.n ab aa.inda mahmil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kuuch sab kar ga.e dillii se tire qadr-shanaas
qadr yaa.n rah ke ab apnii na ga.nvaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
alaava iid ke miltii hai aur din bhii sharaab
gadaa-e-kuucha-e-mai-KHaana naa-muraad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
na sah sakaa jab masaafato.n ke azaab saare
to kar ga.e kuuch merii aa.nkho.n se KHvaab saare
Ahmad Faraz
Ghazal
ab itnii band nahii.n Gam-kado.n kii bhii raahe.n
havaa-e-kuucha-e-mahbuub chal to saktii hai