SEARCH RESULTS
Showing search results for "कूचा-ए-जाँ"
Ghazal MATCHES FOR "कूचा-ए-जाँ"
Ghazal
KHaadim-e-kuucha-e-jaa.n ye hai sadaaqat merii
chand anfaas muqarrar hai mahiina meraa
Rahat Hasan
Ghazal
kuucha-e-jaa.n par gahre baadal chhaa.e rahe.nge 'zeb'
us kii khi.Dkii ke parde bhaarii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ik qadam aur sahii shahr-e-tanaffus se udhar
ik safar aur sahii kuucha-e-jaa.n se aage
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
kyaa kahuu.n mujh pe jo ai dushman-e-jaa.n guzrii hai
tirii har baat tabii.at pe giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
ham yuu.n hii kisii se KHalish-e-jaa.n nahii.n kahte
ruudaad-e-alam taa-had-e-imkaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
shajar-e-ishq to maa.nge hai lahuu ke aa.nsuu
tab kahii.n jaa ke ko.ii shaaKH harii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
KHair ho 'parvii.n' dil-e-muztar miraa
le chalaa phir kuucha-e-dildaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kuucha-e-ishq kii sach puuchho to ham ne 'parvii.n'
kis qadar KHaak u.Daa.ii hai ilaahii tauba
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
mai.n hii ik shaKHs thaa yaaraan-e-kuhan me.n aisaa
kaun aavaara phiraa kuucha-e-fan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
ik shaKHs mere KHvaab me.n aa kar chalaa gayaa
kar ke mashaam-e-jaa.n ko mo'attar chalaa gayaa