SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़फ़्गी"
Ghazal MATCHES FOR "ख़फ़्गी"
Ghazal
raaste me.n tum agar bhiige to KHafgii mujh pe kyuu.n
mere munsif pe KHataa merii hai yaa barsaat kii
Nazeer Banarasi
Ghazal
Zuhair Kanjahi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo matla-e-taqdiis-e-mohabbat the vo chehre
KHafagii ke sabab ham se gurezaa.n nazar aa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
ham-digar jab KHafagii aa.ii to jhag.Daa kyaa hai
tum ko KHvaahi.nda bahut ham ko tarah-daar bahut
Qayem Chaandpuri
Ghazal
sone kaa ye andaaz hai KHafgii kii 'alaamat
chehra kiye diivaar kii jaanib vo pa.Dii hai
Qamar Iqbal
Ghazal
KHafgii ho yaa jafaa.e.n ho.n yaa mehrbaaniyaa.n
har rang chashm-e-naaz kaa achchhaa lagaa mujhe
Firdaus Gayavi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kis kis tarah kii kii KHafagii dil ne mujh se aah
ruuThaa kisii kaa yaar kisii se jo man gayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
mai.n ne chhe.Daa thaa kyuu.n biga.Dte na vo
KHafagii kii hu.ii KHataa baa.is
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
kyo.n hai KHafagii kis liye maathe pe shikan hai
taqsiir mirii aap bataa kyo.n nahii.n dete
Nashtar Chaprawi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHafagii bhii tirii az-raah-e-inaayat hai magar
log kyaa samjhe.nge is tarah KHafaa hone ko